Friday, 14 October 2011
HARSH: HARSH: HARSH: वैतागवाड़ी: कुछ कांच हैं, कोई आईना.....
HARSH: HARSH: HARSH: वैतागवाड़ी: कुछ कांच हैं, कोई आईना.....: HARSH: HARSH: वैतागवाड़ी: कुछ कांच हैं, कोई आईना... : HARSH: वैतागवाड़ी: कुछ कांच हैं, कोई आईना... : वैतागवाड़ी: कुछ कांच हैं, कोई आईना...
HARSH: HARSH: वैतागवाड़ी: कुछ कांच हैं, कोई आईना...
HARSH: HARSH: वैतागवाड़ी: कुछ कांच हैं, कोई आईना...: HARSH: वैतागवाड़ी: कुछ कांच हैं, कोई आईना... : वैतागवाड़ी: कुछ कांच हैं, कोई आईना...
HARSH: वैतागवाड़ी: कुछ कांच हैं, कोई आईना...
HARSH: वैतागवाड़ी: कुछ कांच हैं, कोई आईना...: वैतागवाड़ी: कुछ कांच हैं, कोई आईना...
HARSH: वैतागवाड़ी: कुछ कांच हैं, कोई आईना...
HARSH: वैतागवाड़ी: कुछ कांच हैं, कोई आईना...: वैतागवाड़ी: कुछ कांच हैं, कोई आईना...
Monday, 12 September 2011
*** HAI UM-MEED KI KIRAN
WAHAN UM - MEED KI BHEE HAI,
JAHAN DUKH AUR GAM BAHUT HAIN.
HATH SE UNKE CHUt_TA NAHIN KUCH,
MAN MAI LOBH JINKE BAHUT HAIN.
UNKO SUNA-E KUCH BHEE NAHIN DETA,
"BETAB" JO BOLTE BAHUT BAHUT HAIN.
BOLNA SOCH SAMAJH-KER BOLNA JAB HO,
BATT KA HOTA ASAR GAHRA BAHUT HAI.
12.9.2011
JAHAN DUKH AUR GAM BAHUT HAIN.
HATH SE UNKE CHUt_TA NAHIN KUCH,
MAN MAI LOBH JINKE BAHUT HAIN.
UNKO SUNA-E KUCH BHEE NAHIN DETA,
"BETAB" JO BOLTE BAHUT BAHUT HAIN.
BOLNA SOCH SAMAJH-KER BOLNA JAB HO,
BATT KA HOTA ASAR GAHRA BAHUT HAI.
12.9.2011
Tuesday, 21 June 2011
.............EK WO HEE DIYA HOON MAIN...........
JAB BHEE AA-E MUJH PERMUSEEBAT,
TO HANS DIYA HOON MAIN.
AANDHIYON MAIN BHEE JALTA RAHA JO,
EK WO HEE DIYA HOON MAIN.
JULM KE MUJH PAI ANEKO WAR HOTE,
SAHTE HE RAHA HOON MAIN.
JALIMON KE LIYE BAN GAYA MUSIBAT,
EK WO HEE BALA HOON MAIN.
LAKSHYA MERA KITNA HEE KATHIN HO RAHA,
PA - KER HEE RAHA HOON MAIN.
NIKHARA HAI JISNE TAP - KER KHUD KO AUR,
WO HEE KUNDAN KA BANA HOON MAIN.
RAH MAIN MEREE RODE BICHA-A GAY-E HAIN KA-E,
ANWART CHALTE HEE RAHA HOON MAIN.
JAB BHEE AAY-E MUJH PER MUSEEBAT
TO HANS DIYA HOON MAIN.
AANDHION MAIN BHEE JALTA RAHA JO
EK WO HEE DIYA HOON MAIN.
RAMAKANT BADARYA BETAB
21.6.2011
TO HANS DIYA HOON MAIN.
AANDHIYON MAIN BHEE JALTA RAHA JO,
EK WO HEE DIYA HOON MAIN.
JULM KE MUJH PAI ANEKO WAR HOTE,
SAHTE HE RAHA HOON MAIN.
JALIMON KE LIYE BAN GAYA MUSIBAT,
EK WO HEE BALA HOON MAIN.
LAKSHYA MERA KITNA HEE KATHIN HO RAHA,
PA - KER HEE RAHA HOON MAIN.
NIKHARA HAI JISNE TAP - KER KHUD KO AUR,
WO HEE KUNDAN KA BANA HOON MAIN.
RAH MAIN MEREE RODE BICHA-A GAY-E HAIN KA-E,
ANWART CHALTE HEE RAHA HOON MAIN.
JAB BHEE AAY-E MUJH PER MUSEEBAT
TO HANS DIYA HOON MAIN.
AANDHION MAIN BHEE JALTA RAHA JO
EK WO HEE DIYA HOON MAIN.
RAMAKANT BADARYA BETAB
21.6.2011
Monday, 20 June 2011
.............EK VO HEE DIYA HOON...........
JAB BHEE AA-E MUJH PERMUSEEBAT,
TO HANS DIYA HOON MAIN.
AANDHIYON MAIN BHEE JALTA RAHA JO,
EK VO HEE DIYA HOON MAIN.
JULM KE MUJH PAI ANEKO WAR HOTE,
SAHTE HE RAHA HOON MAIN.
JALIMON KE LIYE BAN GAYA MUSIBAT,
EK WO HEE BALA HOON MAIN.
LAKSHYA MERA KITNA HEE KATHIN HO RAHA,
PA - KER HEE RAHA HOON MAIN.
NIKHARA HAI JISNE TAP KERKHUD KO AUR,
WO HEE KUNDAN KA BANA HOON MAIN.
RAH MAIN MEREE RODE BICHA-A GAY-E HAIN KA-E,
ANWART CHALTE HEE RAHA HOON MAIN.
AANDHION MAIN JALTA HEE RAHA HOON MAIN.
RAMAKANT BADARYA BETAB
21.6.2011
TO HANS DIYA HOON MAIN.
AANDHIYON MAIN BHEE JALTA RAHA JO,
EK VO HEE DIYA HOON MAIN.
JULM KE MUJH PAI ANEKO WAR HOTE,
SAHTE HE RAHA HOON MAIN.
JALIMON KE LIYE BAN GAYA MUSIBAT,
EK WO HEE BALA HOON MAIN.
LAKSHYA MERA KITNA HEE KATHIN HO RAHA,
PA - KER HEE RAHA HOON MAIN.
NIKHARA HAI JISNE TAP KERKHUD KO AUR,
WO HEE KUNDAN KA BANA HOON MAIN.
RAH MAIN MEREE RODE BICHA-A GAY-E HAIN KA-E,
ANWART CHALTE HEE RAHA HOON MAIN.
AANDHION MAIN JALTA HEE RAHA HOON MAIN.
RAMAKANT BADARYA BETAB
21.6.2011
..................APNE GULSHAN MAIN...............
PHOOL NAHIN KANTE
KHILTE HAIN APNE GULSHAN MAIN.
KALIYON KO KHUD MALEE,
CHALTA HAI APNE GULSHAN MAIN.
YHAN JAHAR BHARA HAI KHUD,
PHOOLON KEE MUSHKANO MAIN.
BHURON KA BOLO KYA KAREN,
BHAROSA HAM APNE GULSHAN MAIN.
KIS-KIS KA PARDAFAS KARUN ,
MAIN HOON IS ULJHAN MAIN.
CHOR-CHOR MOSERE BHAI ,
SAB KE SAB APNE GULSHAN MAIN.
ABLAON KA ROJ-ROJ SHIL HARAN,
HO RAHA HAI APNE GULSHAN MAIN.
BETAB LAGTA HAI AB PANEE,
NAHIN RAHA AB APNE GULSHAN MAIN.
KHILTE HAIN APNE GULSHAN MAIN.
KALIYON KO KHUD MALEE,
CHALTA HAI APNE GULSHAN MAIN.
YHAN JAHAR BHARA HAI KHUD,
PHOOLON KEE MUSHKANO MAIN.
BHURON KA BOLO KYA KAREN,
BHAROSA HAM APNE GULSHAN MAIN.
KIS-KIS KA PARDAFAS KARUN ,
MAIN HOON IS ULJHAN MAIN.
CHOR-CHOR MOSERE BHAI ,
SAB KE SAB APNE GULSHAN MAIN.
ABLAON KA ROJ-ROJ SHIL HARAN,
HO RAHA HAI APNE GULSHAN MAIN.
BETAB LAGTA HAI AB PANEE,
NAHIN RAHA AB APNE GULSHAN MAIN.
Sunday, 19 June 2011
.........PITA MERE..........
PATTHER PER SIDHDHANT KE PADEE
EK LAKEER THE PITA MERE.
GHAR MERA SADHARAN THA PER
USKEE TAQDEER THE PITA MERE.
HAWA KA BUS EK HEE JHOKA
MITA SAKTA THA AASHIYA MERA.
PER TOOFAN KE SAMNE KHDE HU-E
EK DEEWAR THE PITA MERE.
BIN MAA KE BACH-CHO KO PALNA
BADA HEE MUSHKIL KAM THA.
MUSHKILON KE SIR PER LATAKTEE HU-E
EK TALWAR THE PITA MERE.
PITA KE RAHTE HU-A KABHI BHEE
KOE KAMI NAHI RAHEE HAMO.
PARIWAR KE LIYE KHUSHION KA EK
ANMOL KHAJANA THE PITA MERE.
JINDGEE KE MELE MAIN KABI BHEE
AKELE NAHIN RAHE PITA MERE
JAHA BHI CHALE JAB BHI CHAL
KAFILA SANTH LE KE CHLE PITA MERE.
KYA KAHUN KYA NA KAHUN BARE MAIN PITA KE
PER KAHTA HAI DIL MERA.
ANDHKAR KE SEENE MAIN CHAMAKTEE
PRAKASH KE LAKEER THE PITA MERE
EK LAKEER THE PITA MERE.
GHAR MERA SADHARAN THA PER
USKEE TAQDEER THE PITA MERE.
HAWA KA BUS EK HEE JHOKA
MITA SAKTA THA AASHIYA MERA.
PER TOOFAN KE SAMNE KHDE HU-E
EK DEEWAR THE PITA MERE.
BIN MAA KE BACH-CHO KO PALNA
BADA HEE MUSHKIL KAM THA.
MUSHKILON KE SIR PER LATAKTEE HU-E
EK TALWAR THE PITA MERE.
PITA KE RAHTE HU-A KABHI BHEE
KOE KAMI NAHI RAHEE HAMO.
PARIWAR KE LIYE KHUSHION KA EK
ANMOL KHAJANA THE PITA MERE.
JINDGEE KE MELE MAIN KABI BHEE
AKELE NAHIN RAHE PITA MERE
JAHA BHI CHALE JAB BHI CHAL
KAFILA SANTH LE KE CHLE PITA MERE.
KYA KAHUN KYA NA KAHUN BARE MAIN PITA KE
PER KAHTA HAI DIL MERA.
ANDHKAR KE SEENE MAIN CHAMAKTEE
PRAKASH KE LAKEER THE PITA MERE
Tuesday, 14 June 2011
INTKAM KI AA
CHOTEE _CHOTEE BATEN LEKER
AAPS MAIN RANJISH RAKHTE KYON HO
YE TO EK AAG KA DARIYA HAI
ISME JHULASTE KYON HO.
JANTE HU-A EK TARAF KUAA HAI
EK TARAF GAHREE KHAE HAI.
RASTON PAI AINSE CHALKER APNEE
JAN JOKHIMM MAIN DALTE KYON HO.
DUBTE HU_A LOGON KO KO-E KABHI
SAHARA NAHIN DETA SAMJHTE SAB HO
UPHANTE HU_A DARIYA MAIN
BAD BHI ISKE UTARTE KYON HO.
SIKAST MILEE KYON ITNEE GAHREE
SOCH MAIN DUBE HU-A LAGTE HO
SEENE JALAN AUR AANKHON MAIN
DAHKTE HU-A ANGARE RAKHTE KYON HO
INTKAM KI AAG NE JALAKER RAKH
KIYE GHAR ACHCHE -ACHCHE.
ITIHASH GAWAH HAI BETAB ISKA
HAKIQT SE FIR MUKERTE KYON HO.
RAMAKANT BADARYA BETAB
14.6.2011
AAPS MAIN RANJISH RAKHTE KYON HO
YE TO EK AAG KA DARIYA HAI
ISME JHULASTE KYON HO.
JANTE HU-A EK TARAF KUAA HAI
EK TARAF GAHREE KHAE HAI.
RASTON PAI AINSE CHALKER APNEE
JAN JOKHIMM MAIN DALTE KYON HO.
DUBTE HU_A LOGON KO KO-E KABHI
SAHARA NAHIN DETA SAMJHTE SAB HO
UPHANTE HU_A DARIYA MAIN
BAD BHI ISKE UTARTE KYON HO.
SIKAST MILEE KYON ITNEE GAHREE
SOCH MAIN DUBE HU-A LAGTE HO
SEENE JALAN AUR AANKHON MAIN
DAHKTE HU-A ANGARE RAKHTE KYON HO
INTKAM KI AAG NE JALAKER RAKH
KIYE GHAR ACHCHE -ACHCHE.
ITIHASH GAWAH HAI BETAB ISKA
HAKIQT SE FIR MUKERTE KYON HO.
RAMAKANT BADARYA BETAB
14.6.2011
HARSH: CHAMAKTA SITARA FIR DEKHO
HARSH: CHAMAKTA SITARA FIR DEKHO: "KHUSHION KE MAHOL MAIN BAHUT MILENGE HAY HALO KAHNE WALE BIRLE HEE LOG MILENGE SANTH MUSIBAT MAIN CHALNE WALE DOST AUR DUS..."
CHAMAKTA SITARA FIR DEKHO
KHUSHION KE MAHOL MAIN BAHUT MILENGE
HAY HALO KAHNE WALE
BIRLE HEE LOG MILENGE
SANTH MUSIBAT MAIN CHALNE WALE
DOST AUR DUSHMANO MAIN
PAHCHAN KARNA SIKHO
BHAGYA KA CHAMAKTA SITARA FIR DEKHO.
MILTE HAI BAHUT LOG YAHAN
JUGNUON KI TARHA JANE WALE
JUGNUON SE GHAR MAGAR
NAHIN KISHI KE ROSHAN HONE WALE
ANDHKAR SE KHUD NIKALNA SIKHO
BHAGYA KA CHAMATA SITARA FIR DEKHO.
MUSHKILON MAIN AADMEE NIKHARTA HAI
BIN HAUSHLON KE AADMEE BIKHARTA HAI
MUSHKILON MAIN HAUSHLA RAKHANA SIKHO
KAM KUCH BHI MUSHKIL NAHIN HOTA
LAKCHYA PER APNEE NAZAR RAKHNA SIKHO
BHAGYA KA CHAMAKTA SITARA FIR DEKHO.
BINA BISWAS KE KAM NAHIN CHALTA
KADI MEHNAT KE BINA KUCH NAHIN MILTA
MEHNAT KA PHAL BADA HEE MITHA HOTA HAI
DER BHI NAHIN HOTEE ANDHER BHI NAHIN HOTA
THORA BAHUT SABRA RAKHANA SIKHO
BHAGYA KA CHAMAKTA SITARA FIR DEKHO.
BOOD-BOOD PANEE JAB AAPASS MAIN MILTA HAI
GAHRA AUR ATHAH SAGARTAB BANTA HAI
JAB BARASTA HAI AMRIT BAN BARASTA HAI
AKTA MAIN KITNEE TAKAT HOTEE HAI
BOOD AUR SAGAR KE SAMBANDHAN SE SIKHO
BHAGYA KA CHAMAKTA SITARA FIR DEKHO
RAMAKANT BADARYA BETAB
DURG (C.G.)
14.6.2011
BHAGYA KA CHAMAKTA SITARA FIR DEKHO.
HAY HALO KAHNE WALE
BIRLE HEE LOG MILENGE
SANTH MUSIBAT MAIN CHALNE WALE
DOST AUR DUSHMANO MAIN
PAHCHAN KARNA SIKHO
BHAGYA KA CHAMAKTA SITARA FIR DEKHO.
MILTE HAI BAHUT LOG YAHAN
JUGNUON KI TARHA JANE WALE
JUGNUON SE GHAR MAGAR
NAHIN KISHI KE ROSHAN HONE WALE
ANDHKAR SE KHUD NIKALNA SIKHO
BHAGYA KA CHAMATA SITARA FIR DEKHO.
MUSHKILON MAIN AADMEE NIKHARTA HAI
BIN HAUSHLON KE AADMEE BIKHARTA HAI
MUSHKILON MAIN HAUSHLA RAKHANA SIKHO
KAM KUCH BHI MUSHKIL NAHIN HOTA
LAKCHYA PER APNEE NAZAR RAKHNA SIKHO
BHAGYA KA CHAMAKTA SITARA FIR DEKHO.
BINA BISWAS KE KAM NAHIN CHALTA
KADI MEHNAT KE BINA KUCH NAHIN MILTA
MEHNAT KA PHAL BADA HEE MITHA HOTA HAI
DER BHI NAHIN HOTEE ANDHER BHI NAHIN HOTA
THORA BAHUT SABRA RAKHANA SIKHO
BHAGYA KA CHAMAKTA SITARA FIR DEKHO.
BOOD-BOOD PANEE JAB AAPASS MAIN MILTA HAI
GAHRA AUR ATHAH SAGARTAB BANTA HAI
JAB BARASTA HAI AMRIT BAN BARASTA HAI
AKTA MAIN KITNEE TAKAT HOTEE HAI
BOOD AUR SAGAR KE SAMBANDHAN SE SIKHO
BHAGYA KA CHAMAKTA SITARA FIR DEKHO
RAMAKANT BADARYA BETAB
DURG (C.G.)
14.6.2011
BHAGYA KA CHAMAKTA SITARA FIR DEKHO.
Subscribe to:
Posts (Atom)